Popular posts from this blog
Kabhi jo...
Lamhon ke piche bhagte bhagte , kuch logon ka sath chutt jata hai . Tumhe pane ki kosish mein , kisi aapne ka sath chutt jata hai . Kal ke sunhere sapne lekar, aaj ki zindagi ka sath chutt jata hai. par tumhare yadon ke shahare shayad zinda hoon mein , jo kabhi mere dil mein dhadkan bankar ya kabhi mere mann mein umeed banker zinda hai .

Kya baat hai...bahut sundar!
ReplyDeletedhanyavad saru ji :)
ReplyDeleteVery well captured sourabh...
ReplyDeletearre chintan the photo not mine :P....oly writing mine...:)
ReplyDeleteयही आशा रहती है कि जीवन चक्र में जो खोया है वह वापस मिल जायेगा, लेकिन मिलता भी है तो तब तक हम स्वयं बदल गये होते हैं!
ReplyDeletesahi bola aapne sunil :)...100% truth...
ReplyDelete